Collection of cult dialogues : Veergati

If there is one film that can challenge Sholays cult dialogues,then Veergati is the one that comes to my mind.Salman Khans little talked about gem of 1995 is my most favourite salman film.Yes it was inspired by Nana Patekars krantiveer a lot in both characterisation of the lead as well as the basic premise to some extent.While Krantiveer was made in response to Mumbai riots in 1992,Veergati was more like a follow up to Krantiveer.In Karan Arjun also Salman played a similar character where he overshadowed srk.

Below are some of my favourite dialogues in the film:

1) (Salman is accused of attempting murder)

“Dafa 302 likh ke takhti ko hare ped pe taang do to woh bhi sookh jaata hai”

 

 

 

 

 

2) (Salman’s response to Inspector who tries to sympathise with Constable’s son)

“Naam Neelkanth….lekin tumne woh zehere nahi piya jo mere rag rag mein hai.Philhaal yahi kaafi hai ki main hawaldaaar ka beta nahi”

 

 

 

 

 

3) (Salman speaks why he doesnt bath often)

“Pehle nehlaati hai dai,phir nehlaate hain chaar bhai….sirf do hi baar nahata hai aadmi”

 

 

 

 

 

4) Ikka seth intro

“In Mohallo mein humaari thook se Chirag jalte aur bujhte hain”

 

 

 

 

 

5) Salman – ikka confrontation

“Ikka tu apne ghar ka raja bhala,to main apne ghar ka fakeer…..agar raja ko kisi cheez ki kami nahi,to fakir bhi kisi ke darwaaze ka kutte nahi”

“Kasai ke manane se pandit ki gaye nahi marti”

“Tan pe jitne kapde hain,usi ko main apna kafan maan ke Chalta hoon”

“Ye (salman) barood hai,iske paas baith kar chingaari mat udaana”

“Aisa aadmi jab wafadaar banta hai,to puri fauj pe bhaari padta hai”

 

 

 

 

 

6) Salmans new job in a ward boy in morgue:

“Murdon se to unke gharwaale darte hain,8 min mein le jaake phoonk dete hain,murda mera kausna rishtedaar lagta hai?”

“ek murde ka kitan? Rs 500 ….1000-1000 padegi Chhadi”

 

 

 

 

 

7)Salman’s Philosophy:

“Maine aajtak sirf ek kitaab padhi hai ,jisme Baawan (52) panne hain.

“Ek hi rishte ko kaayede se nibha le,samajh le sabka kalyan ho gaya.”

“Har insaan ko iski (police uniform) ki taakat ka andaaza hai.Agar mehmaan bankar bhi tum kisi ke ghar chale jaao,to mahino poora mohalla use gunehgaar ki nazar se dekhta hai”

“Chit bhi meri ,pat bhi meri ,antaa mere baba ka,kabhi mana karti hai kabhi ghar basana chahti hai.kul mila kar baazi jeetna chahti hai tu”

“zindagi bhar aadmi jua hi khelta hai,sirf khud ki tassali ke liye naam alag alag de deta hai”

 

 

 

 

 

8) Saeed jaffrey (herione dad): He was weird character,He used to criticise salman and his brother in front of his daughter but later would praise about them to his daughter when they would leave lmao!

“ek ka pati banne ke liye ise crorepati banna padega”

“naukri karne wallon ki aadhi zindagi izzat kamaane mein lag jaati aur aadhi bachaane mein ,magar maalik , maalik hota hai”

“ye woh gareeb hai jinka zameer bahut ameer hota hai aur duniya ki saari daulat inko khareed nahi sakti”

“ye koi heera nahi jo dhoonde se mil jaaye,ye insaan hai jo aajkal nahi milte”

 

 

 

 

 

Tags:
9 Comments
  1. shetty 12 years ago

    Great work baba…

    Veergati ko chodo, Watch Gunda… You have to write a book on cult dialogues from this movie…If you not watched it yet, Do it right now

    https://www.youtube.com/watch?v=nbzzJKOKa_8&feature=watch-now-button&wide=1

  2. shetty 12 years ago

    Kafan-Chor-Neta to Lambu-Aata:
    Kya!! Pehle toh tum donon ek hee chokri ke saath sote the,
    Tu idhar se, woh udhar se………chumma lete the

    Bulla introduction:
    Mera naam hai Bulla,
    Rakhta hoon main Khulla

    Chutiya introduction:
    Mera naam hai Chutiya,
    Achon-achon ki main khadi karta hoon khatiya

    Pote (po-tay) introduction:
    Mera naam hai Pote
    Jo apne baap ke bhi nahin hotay.

    Ibu-Hatela Introduction:
    Mera naam hai Ibu Hatela,
    Maa meri chudail ke beti,
    Baap mera shaitan ka chela,
    (pointing downwards) Khayega kela?

    Pote to Bulla and Chutiya:
    Zalzala jaag chuka hai,
    sab ko pata chalega ki gang-war start hone waala hai,
    Laashein is tarah se tapkegi
    jaise nanhe munne bacche ke nunni se pishaab tapakti hai
    Tup tup !!

    Ibu-Hatela to Bulla, Pote and Chutiya
    Lambu-Aata ne hamare aadmi ko maarke rumaal faada hai,
    Apun uska patloon faadega, who bhi peeche se……angootha laga ke.

  3. shetty 12 years ago

    This is epic

    Lambu-Aata to his dying brother Kundan (stabbed by Bulla):
    Dekh Kundan, marne ka nahin, Bagair mere pooche marne ka nahin,
    Agar tu mar gaya to main maje kiske saath karega?
    Yaad hai, yaad hai tereko, jab hum donon college mein thay?
    Tu mere se zyaada chikna tha re, tu mere se zyaada chikna tha.
    Tu chokri pata ke laata tha aur main maje karta tha.
    Marna nahin…Main Bulla ko jeene nahin doonga aur tereko marne nahin doonga,
    Tu marna nahin mere bhai, tu marna nahin
    Arey nahin…..Dum ko pakad ke rakh, mere bhai, dum ko pakad ke rakh,
    Yaad hai mere bhai kundan,
    Woh dhande-waali tereko yaad hai?
    Jo tereko bolti thi…mere pyaare chikne kundan.
    Lagaoongi tereko chandan,
    Pairon ke jhoole mein jhulaake pahunchaoongi is jahaaj se London.
    Yaad hai? …Aey Kundan…..Arey mara gaya re kundan !!!
    Bulllaaaa…Aey Bullaaaa,
    Teri bahen ka karoonga main Khullam Khullaa !

  4. shetty 12 years ago

    Lambu-Aata to Munni

    Chattri hotee hain kholne ke liye,
    chaadar hotee hai odhne ke liye,
    Aur chokree hotee hai chedne (I thinkl censor must have asked to change the word CHODNE) ke liye

  5. shetty 12 years ago

    Bulla crying over his raped and murdered sister Munni:
    Munni meri behen Munni, Munni
    To tu mar gayee?
    Lambu ne tujhe lamba kar diya?
    Maachis ki teeli ko khamba kar diya?
    Arey mere dil mein kya kya armaan thay tere liye.
    Maine to tere liye Teen-sau chokre dekhe the…who bhi ekdma chikne,
    Jo tujhe bhaata, wohi tera pati banta

    Lambu-Aata to Bulla:
    Roti hoti hai khaane ke liye,
    Aur Boti hoti hai chabaane ke liye,
    Badshaah ki behen ho ya fakir ki beti,
    Ek na ek din aati hai marad ke neeche bajaane ke liye seeti

    Lambu-Aata pleading for mercy to Bulla:
    Bulla mereko mat maar, mat maar.
    Mereko apna Bhadwa bane le,
    Mai tereko ladkiyaan supply karoonga, tu maje lete reh
    Tereko AIDS se bachaane ke liye nirodh ban jaaonga
    Towel banker teri kamar se lapat jaaonga.
    Mereko mat mar aur agar maarna hee hai
    To mereko cheel-chaal ke chakka bana de
    Mai saadi lapetkar dance karoonga “gore gore gaal gaal gore gore, yun na mujhe daal daal dore dore dore dore”

    See this post

    https://greatbong.net/2007/06/20/gunda-the-legend/
    Magar tu to katela gurda, yaane murda ho gayee

    • Baba Ji 12 years ago

      rofl shetty bhai,gunda dialgues are definitely cult .looks like a winner of a film 😉

  6. sputnik 12 years ago

    @Shetty Bhai,

    Have not seen Gunda. Watched only one scene long time back and stopped watching it.

    LOL at these dialogues. Seems like a must watch. How did the censors pass the movies with dialogues like this and character names like this?

  7. lambu 12 years ago

    Great Post baba… as we were discussing veergati dialogues are gem…
    Thanks for this great list.. my personal fav is
    “ye koi heera nahi jo dhoonde se mil jaaye,ye insaan hai jo aajkal nahi milte” just amazing..
    @shetty dada gunda may have cult dialogues but they will not appeal to all audience 😛
    so veergati dialogues are BB… 😀

  8. kabir 12 years ago

    @author Great Post.This is a slap to those who say Salman Khan can’t act.You have to be ridiculously blind and biased to ignore Salman Khan’s performances in films like tere naam, karan arjun , judwa , HSSH , AAA , saajan , JPKHH etc . (Almost in all genres which is contrary to other two khans aamir and srk who are yet to give hits in comedy or action genre ) Infact he was great from his first film MPK..Even in films like Jaan-e-mann and LD his performances were decent.he had done perfectly very well in both supporting roles in KKHH and Baghban.He has lost the track in past years more so with films like Ready and BG.Inshallah his performance in ETT will be atleast decent.

    On Veergati IMO its highly underrated and one of the top best masala film ever.If salman is still doing any south remake then instead he should really consider remaking this film . 🙂

    Thanks @author for posting this 🙂

Leave a reply

Log in with your credentials

Forgot your details?