Best Hindi Songs on Duniya

Here are all the Best Hindi Songs on Duniya (World) that I can recollect. Please post more songs that you like. Some of these songs have some great philosophical ideas.

O Duniya Ke Rakhwale from Baiju Bawra (1952) is a song with lyrics by Shakeel Badayuni about the lead character pleading to the caretaker of the world to hear his hurt filled pleas.

O duniya ke rakhwale, sun dard bhare mere naale
Sun dard bhare mere naale

———–

The classic song Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye To from Pyaasa (1957). Beautiful lyrics by Sahir Ludhianvi lamenting the materialistic world and the pointlessness of gaining it.

Yeh mehlon, yeh takhton, yeh taajon ki duniya
Yeh insaan ke dushman samaajon ki duniya
Yeh daulat key bhookhey rawajon ki duniya
Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai

Har ek jism ghayal, har ek rooh pyaasi
Nigahon mein uljhan, dilon mein udaasi
Yeh duniya hai ya aalam-e-badhawasi
Yeh duniya agar mil bhi jaye to kya hai

Yahaan ik khilona hai insaan ki hasti
Yeh basti hai murda paraston ki basti
Yahaan to jeevan sey hai maut sasti
Yeh duniya agar mil bhi jaye to kya hai

———–

Duniya Mein Hum Aaye Hain from Mother India (1957) is a song with lyrics by Shakeel Badayuni about having no choice but to live if you’ve come into this world.

Duniya mein hum aaye hai toh jeena hi parega
Jeevan hai agar zehaar toh peena hi parega

———–

Duniya Banane Wale from Teesri Kasam (1966) is a song with excellent lyrics by Shailendra asking the creator of the world as to why he created this world.

Duniya Bananewale Kya Tere Man Mein Samaayi
Kaaheko Duniya Banayi
Toone Kaaheko Duniya Banayi

Kahe Banaye Toone Maati Ke Putle
Dharti Yeh Pyari Pyari
Mukhde Yeh Ujle
Kahe Banaya Toone Duniya Ka Khela
Usme Lagaya Jawaani Ka Mela
Gup-Chup Tamasha Dekhe, Wah Re Teri Khudaai
Kahe Ko Duniya…

Preet Banaake Toone Jeena Sikhaaya
Hansna Sikhaaya, Rona Sikhaaya
Jeevan Ke Path Par Meet Milaye
Meet Milake Toone Sapne Sajaaye
Sapne Sajaake Toone Kahe Ko De Di Judaai
Kahe Ko Duniya…

———–

Mehboob Mere from Patthar Ke Sanam (1967) with lyrics by Majrooh Sultanpuri about how the world is so beautiful with the lover and how its nothing without him/her.

Mehboob mere, mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Tu hai to duniya kitni haseen hai
Jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai

———–

Yeh Duniya Yeh Mehfil from Heer Raanjha (1970) with lyrics by Kaifi Azmi about how this world and this gathering is of no use to him.

Yeh duniya, yeh mehfil
Mere kaam ki nahi

———–

Teri Duniya Se Hoke Majboor Chala from Pavitra Papi (1970) with lyrics by Prem Dhawan about being forced to leave her world.

Teri duniya se ho Ke majboor chala
Main bahot dur, bahot dur, bahot dur chala

———–

Duniya Mein Rehna Hai Toh from Haathi Mere Saathi (1971) with excellent lyrics by Anand Bakshi about the need to work if you want to survive in this world.

Duniya Mein Rahana
Hai To Kaam Karo Pyaare
Haath Jod Sabako
Salaam Karo Pyaare
Varna Ye Duniya
Jeene Nahi Degi
Khaane Nahi Degi
Peene Nahi Degi
Khel Koi Naya
Subah-Shaam Karo Pyaare
Duniya Mein Rahana

Paise Bina Duniya
Mein Roti Nahi Milati
Roti Nahi Milati
Langoti Nahi Milati
Haath Jod Sabako
Salaam Karo Pyaare
Duniya Mein Rahana

———–

Duniya Mein Logon Ko Dhoka from Apna Desh (1972) with lyrics by Anand Bakshi.

Duniyaa mein, logon ko
Dhokhaa kabhi ho jaataa hai
Aankhon hi, aankhon mein
Yaaron kaa dil kho jaataa hai

Sapano Ki Duniya Hai (Sad Version) from Hero Hiralal with lyrics by Hriday Lani. The video plays even the picture is not showing up on the video.

Sapno ki duniya hai
Hasna yaha hai rona yaha hai
Milana yaha hai khona
Yaha hai kaisi hai yeh zindagi
Sapno ki duniya hai
Yeh sapno ki duniya hai

———–

Main Duniya Bhula Doonga from Aashiqui (1990) with lyrics by Sameer about forgetting the whole world and sacrificing himself for love.

Main Duniya Bhula Dunga Teri Chahat Mein
O Dushman Zamaana Mujhe Na Bhulaana
Main Khud Ko Mitaa Dunga Teri Chahat Mein
Main Duniya Bhula Dungi, Teri Chahat Mein
Tera Sath Chhoota Ye Vaada Jo Toota
Main Khud Ko Mitaa Dungi Teri Chahat Mein.

———–

Duniya Mein Aaye Ho Love Kar Lo from Judwaa (1997) with lyrics by Dev Kohli about falling in love if you come into this world. Posting the remix from Judwaa 2 as the original video doesn’t allow embedding.

Duniya mein Aaye ho to love karlo
Thoda sa ji lo thoda thoda maralo


———–

Duniya Haseenon Ka Mela from Gupt (1997) with lyrics by Anand Bakshi about the world being full of beautiful women and looking for a friend/lover.

Duniya haseenon ka mela
Mele mein yeh dil akela
Ek dost dhoondta hoon main
Dosti ke liye

———–

Aksar Is Duniya Mein from Dhadkan (2000) with lyrics by Sameer about how you come across strangers in strange places and yet you remember them.

Aksar Is Duniya Mein, Anjaane Milte Hain
Anjaani Raaho Mein, Milke Kho Jaate Hain
Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain

———–

Main Hoon Don from Don (2006) with lyrics by Javed Akhtar.

Duniya Mein Logon Ne Dil Apne Phir Thaamein
Aaya Hoon Lekar Main Phir Kitne Hungaamein
Zara Dekho Kaun Aa Gaya Hai
Zamane Pe Jo Chha Gaya Hai
Jami Jispe Sab Nigaahein
Khuli Kiski Khaatir Hai Baahein
Aaisa Dildaar Aaya Hai Kaun
Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don

———–

Duniya Song from Dev D (2009) with lyrics by Amitabh Bhattacharya.

Hai. Duniya…
Duniya Duniya Duniya
Yeh Duniya Badi Gol Hai
Hai Duniya
Duniya Duniye Duniya
Hai Isme Kitne Jhol

Tags:
14 Comments
  1. aryan 5 years ago

    Excellent post liked it.

  2. aryan 5 years ago

    Duniya Song

    Yeh Duniya Ek Numbri

    Goron Ki Na Kalon Ki Duniya Hai Dilwalon Ki

    https://www.youtube.com/watch?v=tC_OcVCndi8

  3. aryan 5 years ago

    Saat Ajoobe Iss Duniya Mein

    https://www.youtube.com/watch?v=kQI3d6_W7Zo

    Very Good Very Bad

  4. aryan 5 years ago

    Hai Duniya Usiki Zamana Usika

  5. aryan 5 years ago

    Kajra Mohabbat Wala Ankhiyon Mein Aisa Dala

  6. Author
    sputnik 5 years ago

    Thanks @aryan

    Like the songs Yeh Duniya Ek Numbri, Goron Ki Na Kalon Ki Duniya Hai Dilwalon Ki (video is not allowing embedding here), Very Good Very Bad and Kajra Mohabbat Wala a lot.

    Heard Hai Duniya Usiki Zamana Usika for the first time.

  7. aryan 5 years ago

    Duniya walon se door Song

  8. Aryan 5 years ago

    Iss rang badalti duniya mein

    Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai

    Chooti se yeh duniya

    Yeh Duniya Ke Badaltey Rishtey

    Duniya O Duniya

    Aye Duniya Tujhko Salam

    Jo Tum Hasoge Toh Duniya Hasegi

    Tere Jaisa Yaar Kahan

    Hum Dono Do Premi

    Tumse Badhkar Dunya Mein

    Tum Saath Ho Jab

    https://www.youtube.com/watch?v=KSuHOgDiq6Y

    Tera Saath Hai Kitna Pyara

    Sadiyon Se Duniya Mein

    https://www.youtube.com/watch?v=8lm1YoAR59Q

    Saason Se nahin

  9. Author
    sputnik 5 years ago

    Wow @aryan. How did you find all these songs?

    Can’t believe how I missed all these good songs – Iss rang badalti duniya mein, Choti se yeh duniya, Hum Dono Do Premi, Tere Jaisa Yaar Kahan, Tum Saath Ho Jab, Tumse Badhkar Dunya Mein, Tera Saath Hai Kitna Pyara and Saason Se nahin.

    Never heard Duniya walo se Door before. Liked it. Never seen Mukesh sing for Shammi Kapoor before. Sounds like a Raj Kapoor song.

    Never heard Duniya O Duniya before. Liked it. Sounds similar to another Kishore Kumar song of 70s.

  10. aryan 5 years ago

    Koi Aur Duniya Mein Song (Very similar to Maine pocha Chand se Song picturization on Sanjay Khan and Zeenath Aman

    Mujhe Duniya Walo Sharabi Na

    Ye Zindagi Ke Mele

    Teri Aankhon Ke Sivaa
    https://www.youtube.com/watch?v=hD6pJW-CX0E
    Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko Samjhane Kahan Jayen

    Roshan Tumhi Se Duniya

    Koyal Bole Duniya Dole

    Iss bhari duniya mein koi bhi hamaara na hua

    Ajab Teri Duniya Hai Mere
    https://www.youtube.com/watch?v=N9L1XfUOTdo

    Akela Hoon Main Is Duniya Mein

    Duniya Kya Hai

    • Author
      sputnik 5 years ago

      Thanks for posting some really good songs once again @aryan.

  11. aryan 5 years ago

    Do Baatein Ho Sakti Hain

    Is Duniya Me Jo Bhi

    Teri Duniya Main Dil Lagta Nahin
    https://www.youtube.com/watch?v=8XWK2Fgggik

    Duniya se jaane wale jane chale jaate hain kahan

    Jab Jab Pyar Pe Pehra Hua Hai

    Hum Mehnatkash Is Duniya Se

Leave a reply

Log in with your credentials

Forgot your details?